F C
Woh gumnaam mila yahan kehta rehenuma
Dm F C
Kyun rukte kadam yahan raste beshumaar?
Dm F G
Miltein hai jo gulistaan chand roz
Dm G Dm
Chalta chal tu na gin unke ab nishaan ..
Dm F C
Kyun sunte rahe phir wahi dastaan?
Dm F C
Kehe kuch tu naya yahan chup kyun rehnuma ?
Dm F
Chand riwazon se likhta hai takdeer
Dm G
Us buzdil pe hasta hai aasman.
Bb C D
Gustaakh hai, jo kal mein jiya hai,
Bb C D
Pucho use kya hasti hai, kya pehchan hai.
Bb C A
Firdaus kya ek khwaab ..
Bb C D
Gustaakh hai, jo kal mein jiya hai,
Bb C D
Pucho use kya hasti hai, kya pehchan hai.
Bb C A
Firdaus kya ek khwaab ..
Tags: Easy chords, guitar chords for, chords of a song, song lyrics by The Local Train
